Saturday, September 15, 2012

Aseem Chitrakar

kisi chitra ke vyavhara se kya vastavik badal gaya
kasab ke peshab se kya bharat ka garv gal gaya
chitrikar ke kalam se ne aisa kya zahar ugal diya
ki desh droha sa apraadh suchak ke sir mal diya

are neta,

tu divya dirhsya chodd ke, tucchta mein kyun ulajh raha
hai itni samasyayein, kyun masoomo pe bhadak raha 
behak gaye kahin yeh massom, to sab ban chalenge sirfire
yeh bus kalam ki awaaz thi, tu jan sailab se na dar raha 

No comments:

Post a Comment

Adbrite

Your Ad Here